Description
Muntakhab 26 Surtein Mutarjam Coloured -Urdu HB – Momin ka Hathyar, Allah ki Panah, Urdu Mein Asaan Duaien, Hajj wa Umrah ki Duaien
Hazrat Nabi kareem (Sallallaahu alaihi wasallam) ne tilawat-e-Quran kareem ke faza’il kasrat se bayan farmaye hain, aur muntakhab surton aur aayaton ki khasiyatein wa fazail ki bhi nishandahi farmayi hai. Isi ko samne rakhte hue taqreeban 400 sal pahle se muntakhab surtein sha’ye hoti rahi hain.
Yeh yad rakhna zaroori hai ke in surton aur du’aon ko padne se Quran kareem ki tilawat se be niyaz nahi hota, isliye har musalman ke liye zaroori hai ke Quran kareem ki tilawat ka bahut ehtamam kare aur sath sath in auraad wa wazaif, aur in suraton ki tilawat ki bhi pabandi karne ki koshish kare.
Reviews
There are no reviews yet.